Search This Blog

Thursday, April 19, 2012

Tajdar-e-Haram Ho Nigaah-e-Karam

Kismat mein meri chein se jeena likhde
Duube na kabhi mera safeena likhde
Jannat bhi gawara hai, magar mere liye
Eh kaatib-e-taqdeer, bas Madinah likhde

Mai saahil huun meri auqaat kya hai
Tum Aaqa ho, tumhari baath kya hai

Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam
Hum ghareebon ke din bhi sawarjayenge
Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam

Chashm-e-rahmat-ba-khusha soohe-malandaz nazar
Eh Quraishi-la-kabi Hashmi-o-Muttalabi
Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam

Kya tumse kahuun aye Rabb ke kuwar
Tum jaanat ho mann ki battiyaan
Darr furqat toh aye ummi-laqab
Kaate na katath hai ab rattiyaan
Turi preet mein sudbud sab bisri
Kab tak ye rahegi beqabri
Daah-e-ka pigan duzdi da nazar
Kabhi sun bhi toh lo humri battiyaan
Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam

Kehna saba Huzur se, kehta hai ek ghulam
Bass ek nazar ho, ek nazar ka sawaal hai
Ya Mustafa salle Ala, Ya Mustafa salle Ala
Ya Mustafa salle Ala, Ya Mustafa salle Ala

Dast-e-hama, bechara ra
Daama tuhi, pursa tuhi
Mann aasiyam, mann ajizam
Mann bekasam, Haal-e-mara
Ya shafaye, rawz-e-jazaa
Pursa tuhi, pursa tuhi
Eh mushtub-e-zambar fishaan
Paike naseem-e-sub haram
Aye charagar insanafas
Aye munise beemar-e-gham
Aye kaasid-e-parkhundapaye
Tujhko usi gul ki kasam
Ibnil tayari has saba
Yauman ila-ar-dil-haram
Ballib salami roza tann
Fi-han Nabi-al-mohtaram

Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam
Hum ghareebon ke din bhi sawarjayenge
Haami-e-bekasaan kya kahega jahan
Aapke darr se khaali agar jayenge

Koi apna nahi gham ke maare hein hum
Aapke darr pe faryaad laaye hein hum
Ho Nigah-e-karam, warna chokhat pe hum
Aapka naam le le ke marjayenge
Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam

Maikashon aao Madine chale
Aao Madine chale, chalo Madine chale
Aao Madine chale, Isi mahine chale
Aao Madine chale, Haj ke mahine chale
Dukh ranj-o-alam sab chahat-te hein
Hasnain ke sadqe batt-te hein
Madine chale, aao Madine chale
Chalo Madine chale, aao Madine chale

Tajalliyon ki ajab hai fazaa Madine mein
Nigah-e-shawk ki hai inteha Madine mein
Gham-e-hayat na khauf-e-khazaa Madine mein
Namaz-e-ishq karenge adaa Madine mein
Idhar udhar na bhatakte phiro khuda ke liye
Barah-e-raas hai raahe-e-khuda Madine mein
Madine chale, aao Madine chale
Isi mahine chale, chalo Madine chale
Maikashon aao aao Madine chale
Dast-e-saakhi-e-kausar se peene chale
Yaad rakho agar, uthgayi ek nazar
Jitne khaali hai sabb jaam bharjayenge
Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam

Khof-e-tuufan hai, bijliyon ka hai darr
Saqt mushkil hai Aaqa kidhar jaaye hum
Ap hi na garr na lenge, hamari khabar
Hum musibat ke maare kidhar jayenge
Aapke darr se na koi khaali gaya
Apne daaman ko bhar ke sawaali gaya
Ho habeeb-e-hazin par bhi Aaqa nazar
Warna auraq-e-hasti bikhar jayenge
Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam
Tajdar-e-Haram

As Subhu Bada Min

As-subhu bada min tala’ atihi
Wal laylu daja miN wafratihi
Hai noore sahar chehre se Tere
Aur shab ki rawnaq zulfon se

Kanz-ul-karamii mowl-an-ni’amii
Haad-il-umamii li sharii’ati hii
Naimat ka khazina hai Mawla, ganjina e rehmat hai Aaqa
Hadi hai tammam ummat ke, aur rehnuma hai shari’at ke

Sa’tish shajaru nataqal hajaru
Shaqqal qamaru bi ishaaratihi
Ungli ke ishaare ped chale, Hijaz se patthar bol uthe
Aur chand huwa hai do tukre angusht ke ek ishaare se

Jibrilu ata laylata asra’
Wa ’r-rabbu da‘a fi hadratihi
Jibril-i Amin paigham-i khuda, lekar aaye the shab-i asra'
Allah hane Arsh pe bulwiya, Kurbat ke sharaf unko baksha

Fa-wasilatuna huwa sayyiduna
Wa ’l-izzu lana bi-ijabatihi
So Muhammad hai apane aqa
Is naam se apani izzo vaqa

Maang lo Aal-e-RASULALLAH sallallahoalaihwasallaM se

Allah Humma Sale Ala Saiyyidina Wa Mawlana Muhammadin Wa Ala Alihee Wa Sa'hbihee Wabarik Wasali

Mera hussain baagh-e-nabuwat ka phool hey
Haydar kee is main jaan hey khoon-e-batool hey

Aesee azeem zaat hey aaqa hussain kee
Jis kayliyay huzoor kay sajdon main tool hey

Duniya main aur kaun hey shabir kay siwa
Aesa sawaar jis kee sawaree rasool hey

Aal-e-nabi ka pyar hey iman kee zindagi
Un say naheen hey pyar to sab kuch fazool hey

Jo jee main aeye un kay gharanain sey maang lo
Malik yeh sab jahan kee aal-e-rasool hey

Humne Seenay main

Ham nain seenay madina youn basa raka hey
Aqs dil gumbad-e-khazra ka bana raka hey

Waar doon jaan mein tauha kee haseen ankon par
Donon alam ko hee deewana bana raka hey

Bas usee zaat sey hey donon jahaan main ronak
Ik Muhammad kay siwa duniya main kiya raka hey

Qufr hey gar to kahey murda merey aaqa ko
Wo to zinda hein faqat pardah gira raka hey

Sar katta kar jo tilawat be kiya kartay hein
Jin ko qur'aan merey aaqa nain parha raka hey

Aa hee jaatay hein wo deewanon sey milnain ko sameer
Bas isee aas pey darwaza kula raka hey

Amma Nee Amma

Amma nee amma ghar ranjun aya
Aya nee saiyo aya nee amma ghar ranjun aya

Ranjun mera phool gulabi
Akian maahi diyan sharaabi
Wayk pulee sab ghaman nee amma ghar ranjun aya

Ranjun mera mein ranjun dee
Ranjun wajon kisay na kam dee
Naal ranjun day mein wanjan nee amma ghar ranjun aya

Ranjun menoon moon na laaway
Mein onoon pawan minitan haray
Nach nach pawan mein dhama nee amma ghar ranjun aya



Mein Taliyan Nabi Diyan Choomda

Mein taliyan nabi diyan choomda jay mein honda khaak madinay dee
Mein raawan mal mal benda jay mein honda khaak madinay dee

Mein lenda naam muhammad da
Naalay takda shaan muhammad da
Mein qadman day wich renda
jay mein honda khaak madinay dee

Jadon sona qadam tikon da see
Mera seena lipta jonda see
Mein phoolan wango kirda
jay mein honda khaak madinay dee

Mein aesee karnee kar jonda
Wayray taiba day war jaanda
Oday jorayan day nal lagda
Jay mein honda khaak madinay dee

Otay bangla paak rasool da ey
Naalay jalwa rab day noor da ey
Mein wee paak nazaray lenda
Jay mein honda khaak madinay dee

Merey nabi nain chan noon toriya see
Naalay tor kay fir onoon joriya see
Kadee mein wee o mojza takda
Jay mein honda khaak madinay dee

Merey nabi qur'aan sunan day san
Chup kar kay sahaba sunday san
Mein wee gallan nabi diyan sunda
Jay mein honda khaak madinay dee

Jitay merey nabi da paseena peya
Otay bhoota gulaab da see oogya
Kadee mein wee o kismat ponda
Jay mein honda khaak madinay dee

Jinan raawan ton sona lang jaanda
Jay menon qadmeen na landa
Oday pichay oorda jaawan
Jay mein honda khaak madinay dee