Mubaraak ho Jahan Walo Shaha Tashrif latey hain,
Habib-e-Qibriyaa Salle Allaa Tashrif latey hain.
Kasam ALLAH ki dekho Dou Aalam Jag-Maga uthe,
Khuda ka Noor le kr MUSTAFA(SallallahoalaihwasallaM) Tashrif latey hain.
Zamin-O-Aasman Shamsh-O-Qamar Kya Arsh Kurshi tak,
Hai Roshan jinse Sab Woh Malayeka Tashrif latey hain.
Bashr Jinno Malak kya Huro Gilmaa aur Khuda Khud bhi,
Hain Aashiq Jinpe Sab Woh Dilrupa Tashrif latey hain.
Kiye Paida Khuda ne Jinki Khaatir Dono Aalam ko,
Wahi Tafsir-e-LoLaKalma Tashrif latey hain.
Na Aayenge Kabhi Qehr-O-Gazab Ab Jinke Sadqe mae,
Woh Mehbub-e-Khuda Khaer-ul-Wara Tashrif latey hain.
Bayan AUSAAF kya ho Ab Bhala Ausaaf-e-Mehbubi,
Kahe Khaaliq Jinhein Noor-ul-Ulaa Tashrif latey hain.